Tujhe Dekha to Ye Jaana Sanam on Piano

Below is a video of me playing the famous bollywood song Tujhe Dekha to Ye Jaana Sanam on my Yamaha PSR-E223.

Lyrics:

 (tujhe dekha toh yeh jana sanam
 Pyar hota hai divana sanam) - (2)
 Abb yahan se kahan jaye ham
 Teree bahon mein mar jaye ham) - (2)
 Tujhe dekha toh yeh jana sanam

 Aankhe meree sapne tere, dil mera yadein teree
 mera hai kya, sab kuchh tera 
 Ja teree saansen teree
 Meree aankhon me aansu tere aa gaye
 Muskurane lage sare gham
 Tujhe dekha toh yeh jana sanam
 Pyar hota hai divana sanam
 Abb yahan se kahan jaye ham
 Teree bahon mein mar jaye ham
 Tujhe dekha toh yeh jana sanam
 
 Yeh dil kahee lagta nahee, kya kahun mai kya karun
 too samne baithee rahe, mai tujhe dekha karun
 Tune aawaaz dee, dekh main aa gayee
 Pyar se hai badee kya kasam
 (Tujhe dekha toh yeh jana sanam
 Pyar hota hai divana sanam) - (2)
 Abb yahan se kahan jaye ham
 Teree bahon me mar jaye ham - (2)

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*


*